Best Dialogues of Annika From Ishqbaaaz

© Star Plus

“Matlab aap yun smjhiye ke malai mere hath lagne wali thi k aik billa aya aur meri katori gira gaya.. kanji ankhon wala bagad billa.” — Annika

© Star Plus

“Main toh 1 saal purani shawl me bhi fit na aoun, pata hai ye sb sanskaro ki problem hai. Bade humein aashirwaad dete hain phulo phalo, hum phul jatay hain.” — Annika

© Star Plus

“This green-green item is kada ...Drink this and your health will become tan tana tan tantan tara.”😂😂 — Annika

© Star Plus

“Arey agar main khidkitod idea deti hoon to mera bhai Sahil darwajatod idea deta hai…” 🤣🤣 — Annika

© Star Plus

“Meri imaandari, meri khuddari, meri mehnat aur main, bikau nahi hain.” — Annika

© Star Plus

“Patideb ko patideb nahi kahenge toh kaa Kapil Dev kahenge?” — Annika

© Star Plus

“Same to you, back to you , no return!” — Annika

© Star Plus

“Phel gaya raita.” — Annika

© Star Plus