Best Dialogues of Khushi Kumari Gupta From Iss Pyaar Ko Kya Naam Doon

© Star Plus

“Aaj mausam hai suhaana..kapde dhone ka hai bahaana...what the what the what the...” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus

“Hum aapke liye bina tel ke pakore banayenge... ye khud mein bohot badi baat hai” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus

“Lucknow ki khaas macchar agarbatti... macchar ke sath sath Laad Governor ki aawaz bhi gayab.. sirf minto mein” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus

“Aahahahaha... ab aap humein samjhayenge ke kaality kya hoti hai... hum halwai ki beti hain or businessman ki patni” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus

“Ab aagay bhi badhiye aapke iss what the se Mr. Arnav Singh Raizada.” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus

“Jahan pe aapka yeh what tye khattam hota hai na wahan pe humare thumke shuru hote hain.” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus

“Aur agar sunne ki aadat nahi hai to aadat daal lijiye Mr. Raizada!” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus

“Aap hamein list de dijiye ki aapko kis kis cheez ki allergy hai…” — Khushi Kumari Gupta

© Star Plus