Best Dialogues of Mishti Agarwal From Yeh Rishtey Hain Pyaar Ke

© Star Plus

“Tu apne makeup se leke hair extension tak ka zor lagale, tu mujhe aur Abir ko kabhi alag nahi kar sakti.” ― Mishti Agarwal

© Star Plus

“Angry chorni main thi par aaj meri hi jeb kat gayi, zyaada kuch nahi gaya, bas pyaar jahan rakha tha ab waha nahi hai.” ― Mishti Agarwal

© Star Plus

"Life main jo bhi decision lo, kabhi dil se mat lena... ye jazbaat, feelings, emotions na sab dhoke hote hain, inme koi logic nahi hota... sacche hote hain toh facts, sach kabhi nahi badalta" ― Mishti Agarwal

© Star Plus

“Matter yeh nahi karta ki dosti kitni purani hai matter yeh karta hai ki dosti kitni gehri hai.” ❤️ ― Mishti Agarwal

© Star Plus

“Tum mujhe chod doge na tab bhi tumhe nahi chodungi main.” ― Mishti Agarwal

© Star Plus

“Flowers ke liye thanks, paisa grow in the banks.” ― Mishti Agarwal

© Star Plus

“Koi sahi ya galat nahi hota sab bas alag hote hai.” ― Mishti Agarwal

© Star Plus