Best Dialogues of Ram Kapoor And Priya Sood From Bade Achhe Lagte Hain 2

© Sony TV

© Sony TV

“Mr. Kapoor main maanti hoon ki pyaar hota hai, par jo filmon mein dikhate hai woh nahi maanti. Fairytale aur reality mein bahut farq hota hai…” — Priya Sood

“Tumhari care karne ki punsihment mat do yaar, aadat daal lo.” — Ram Kapoor

© Sony TV

“Mr.Kapoor.. Kahi aapko Pyaar toh nhi hogya ? Neeraj se!” 😂 — Priya Sood

© Sony TV

“Priya mujhse nazrein hta lo, mujhe nazar jaldi lgti hai.” — Ram Kapoor

© Sony TV

“Aapko cook chahiye? Toh phir apne kyun poocha? Aapko Biwi chahiye ya bawarchi?” — Priya Sood

© Sony TV

“Woh konsa star hai ya stars hain jo hamesha sunglasses pehente hain? Filmstars!” — Ram Kapoor

© Sony TV

“Mere pati ka sapna main kisi ko churane nahi doongi.” — Priya Sood

© Sony TV

“Tissue tissue pe hota hai rone wale ka naam.” — Ram Kapoor

© Sony TV