Famous Dialogues of Ram Kapoor from Bade Achhe Lagte Hain 2

© Sony

“Apni naiyaa toh nikal chuki hai boss, iss toofan mein yeh kashti akeli hi ghoomegi. Mast maula bankar” — Ram Kapoor

© Sony

“Pta hai mujhe baarish itni kyun pasand hai? Isme kisi ka dard, kisi ka pyaar, kisi ka mann aur mann ka gaana ab kuch basa hota hai.” — Ram Kapoor

© Sony

“Tumhari care karne ki punsihment mat do yaar, aadat daal lo.” — Ram Kapoor

© Sony

“Tissue tissue pe hota hai rone wale ka naam.” — Ram Kapoor

© Sony

“Priya mujhse nazrein hta lo, mujhe nazar jaldi lgti hai.” — Ram Kapoor

© Sony

“Woh konsa star hai ya stars hain jo hamesha sunglasses pehente hain? Filmstars!” — Ram Kapoor

© Sony

“Priya, tum meri taaqat ho, mera guroor ho. Tum meri woh humsafar ho jiske saath koi raah anjaan nhi.” — Ram Kapoor

© Sony

“Main tumhe kabhi nhi choruna, na aaj na kabhi.” — Ram Kapoor

© Sony