Powerful Dialogues of Maya Jaisingh From Beyhadh 2

Sony

“Meri book meri naam pe bikti hai, ab sirf yeh jaana hai ki kya tumhara naam meri books bechne ki layak hai ya nahi.” ― Maya Jaisingh

© Sony

“Kehte hai iss umar mein haddiyan kamzor hoti hai, zara sambhaliye, warna iss umar mein haddiyan toot gayi na toh jodna mushkil hoga.” ― Maya Jaisingh

© Sony

“Nasamajh vo hai jo apne karm fal ke liye karte hai lekin samajhdar vo jise pata hai Karm krna hi fal hai.” ― Maya Jaisingh

© Sony

“Khudke sibha kisi or par varoosa karna kamzori hoti hain. Or kamzor log sirf daarte hain, kuch kaarte naahi.” ― Maya Jaisingh

© Sony

“Jab dard had se badh jaye, toh nafrat hado ko todkar beyhadh ho jati hai…” ― Maya Jaisingh

© Sony

“Mohabbat woh gehraai hai, jisme ek baar doob jao toh bas maut hi bahar nikal sakti hai…” ― Maya Jaisingh

© Sony

“Kabhi kabhi ek dard ko kam karne ke liye ek doosre dard ki zaroorat padti hai.” ― Maya Jaisingh

© Sony

“Ittefaq ka doosra naam hai qismat or qismat sy koi lar nahi sakta…” ― Maya Jaisingh

© Sony